menú

0
  • argentina
  • chile
  • colombia
  • españa
  • méxico
  • perú
  • estados unidos
  • internacional
portada Gulf Mey Arabi Zabaan Aisaach Bolthey: Learn Colloquial Arabic Thru' Hindi/Urdu Transliteration (en Urdu)
Formato
Libro Físico
Idioma
Urdu
N° páginas
100
Encuadernación
Tapa Blanda
Dimensiones
22.9 x 15.2 x 0.5 cm
Peso
0.15 kg.
ISBN13
9781718668447

Gulf Mey Arabi Zabaan Aisaach Bolthey: Learn Colloquial Arabic Thru' Hindi/Urdu Transliteration (en Urdu)

Mr Mushtaq Ahmed (Autor) · Createspace Independent Publishing Platform · Tapa Blanda

Gulf Mey Arabi Zabaan Aisaach Bolthey: Learn Colloquial Arabic Thru' Hindi/Urdu Transliteration (en Urdu) - Ahmed, Mr Mushtaq

Libro Nuevo

$ 19.70

$ 27.36

Ahorras: $ 7.67

28% descuento
  • Estado: Nuevo
Origen: Estados Unidos (Costos de importación incluídos en el precio)
Se enviará desde nuestra bodega entre el Miércoles 24 de Julio y el Miércoles 31 de Julio.
Lo recibirás en cualquier lugar de Internacional entre 1 y 3 días hábiles luego del envío.

Reseña del libro "Gulf Mey Arabi Zabaan Aisaach Bolthey: Learn Colloquial Arabic Thru' Hindi/Urdu Transliteration (en Urdu)"

Hello Doston, Kya haal hai. Umeed hai ke sab teeq taaq chal raha hai. Zindagi agar kisi mushkil sey guzar thi hai tho bhi kya, aap to sipahi ho. Darna kis baat ka. Girte hain shahsawar hi maidaan-e-jung mei Woh tifl kya girenge jo ghutno ke bal chale Bahrey haal, jab zindagi thanga dasti sey guzar thi hai to, har kisko gulf jaaney ka mann kartha hai. Laikin uskey liye aap ko apne aap ko thayaar karna padey ga. Khas kar agar aap arabi zabaan seekhlen tho kamiyabi ki or tezi sey khadam bada sakthey hain. Isliye meri a halki se koshish, aap sab key liye. Is kitaab mey aap arabi ki aami zaban seekh sakh they hain. English mey transliteration isley kar raha hoon tha key jinko hindi aur urdu padh na nahi aata, wo isey aasaan sey padh ley. Chalen ! Aab seedha nukhtey par aayen. Assalamu alaikum Yaani, aap par allaah ka salam ho. Greetings yaani mubarakbad ya shubh kaamna, har culture mey hai. Anekh deshomey alag alag tharah sey log ek doosron ko badhaai dete hain, aadaab arsh kar the hain. Magar gulf mey yeh badhayee aur khush mandhi, islam sey judee hui hain. Gulf, yaani khaleej al arab mey uae, saudi arab, oman, bahrain, qatar aur kuwait shaamil hain. Jab ek arab doosrey sey miltha hai to uski badhayee aur khush mandhi ek dua tharah hothee hai. Jaisa key: ALLAAH KHALEEK ALLAAH AAP KO RAKHEY ALLAAHI SALMAK ALLAAH AAP KO SALAMATH RAKHEY ALLAAHI HAYYIK ALLAAH AAP KO LAMBHI UMAR DE ALLAAHI YASHFEEK ALLAAH AAP KO SHIFA DE Aisey greetings wakht key hisab sey kiye jaathey hain. Yehi greetings agar aurathon ke liye istamal hona hai tho, allaah khaleech, allaahi salmach, allaahi hayyeech, " cha" lagaya jatha hai. Duniya mey har culture key log jab ek dosrey sey milthey hain tho, greetings yaani shub kaamna dena hasbey ma'mool hai aur dastoor bhi hai. Salam, namasthe, aloha, sad sri akal, nai ho, hello, jumbo, etc. Agar kisi se baath karni hai tho yehi alfaaz ice breaker, yaani shuruwaathi kalimaat hothey hain. Aayen chalen dekh they hain, gulf mey log kaisey ek doosrey se guftagu karthey hain. Aap ka khadarmand Mushtaq Ahmed

Opiniones del libro

Ver más opiniones de clientes
  • 0% (0)
  • 0% (0)
  • 0% (0)
  • 0% (0)
  • 0% (0)

Preguntas frecuentes sobre el libro

Todos los libros de nuestro catálogo son Originales.
El libro está escrito en Urdu .
La encuadernación de esta edición es Tapa Blanda.

Preguntas y respuestas sobre el libro

¿Tienes una pregunta sobre el libro? Inicia sesión para poder agregar tu propia pregunta.

Opiniones sobre Buscalibre

Ver más opiniones de clientes